Anonymous....hmmm....after reading ur comment aik shair zehn mai aya pata nahi kiun.... اب تیرا ذکر بھی شاید ہی غزل میں اے اور سے اور ہوے درد ک عنوان جاناں
But Na badalnay ka dawa to bohat karta ho Par janoo'n main janoo'n nazar nahi ata Haan yeh mana k ankhon se kuch tapakta hay Kiun wo paani main khoo'n nazar nahi ata
abb lah ronay ki khwahish hay na laho honay ki.... dil e zinda tere mar janay ka mosam aya.... koocha e yaar say her fasl main guzray hain magar... shayed abb jan say guzar janay ka mosam aya.... :'(
Nahi. Main to shairi nahi karti, sirf pharhti hoon. Laikin ap yaqeenan karti hon gi. Isi lia kaha, keep up the good work. Aur shairon se haar maan lenay main hi behtari hay, so I surrender :-)
14 comments:
Reminds me of a poem by Amjad Islam Amjad
Marnay ka teray gham mainirada bhi nahi hay
Hay ishq magar otna zyada bhi nahi hay.
reminded me of
~ Mujhse bichhar ki khush rehte ho !?
Meri tarah tum bhi jhootay ho ...
Anonymous....hmmm....after reading ur comment aik shair zehn mai aya pata nahi kiun....
اب تیرا ذکر بھی شاید ہی غزل میں اے
اور سے اور ہوے درد ک عنوان جاناں
Ali....bilkul such :)
Yes because
yun hi mausam ke ada dekh ke yaad aya hai
kis qadar jald badal jate hain insan janan
:)
Anonymous....bilkul badaltay hain laikin...
ہم نہ بدلیں گے کبھی وقت کی رفتار ک ساتھ
جب ملیں گے وہی انداز پرانا ہوگا
:)
But
Na badalnay ka dawa to bohat karta ho
Par janoo'n main janoo'n nazar nahi ata
Haan yeh mana k ankhon se kuch tapakta hay
Kiun wo paani main khoo'n nazar nahi ata
abb lah ronay ki khwahish hay na laho honay ki....
dil e zinda tere mar janay ka mosam aya....
koocha e yaar say her fasl main guzray hain magar...
shayed abb jan say guzar janay ka mosam aya.... :'(
Na ganwa’o navak-e-neemkash, dil-e-reza reza ganwa diya
jo bache hein sang sameit lo, tan-e-daagh daagh lutaa diya
mere chaaragar ko naveed ho, saf-e-dushmana ko khabar karo
woh jo qarz rakhtay thay jaan par wo hisaab aaj chuka diya
karo kaj jabeen pe sar-e-kafan, mere qaatilon ko gumaan na ho
ke ghuroor-e-ishq ka baankpan, pas-e-marg hum ne bhula diya
udher ek harf ki kushtni, yahan laakh uzr tha guftni
jo kaha to sun ke urda diya, jo likha to parh ke mita diya
jo rukay to koh-e-garan thay hum, jo chalay to jan se guzar gaye
rah-e-yaar hum ne qadam qadam, tujhe yaadgaar bana diya
نہ سوال سودو زیاں کا کر 'ہے وه کیا جو مجهکو ملا نہیں
میرے ہمسفر تو یقین کر مجھے تجھ سے کوئی گلہ نہیں
میری جان میری نہ فکر کر' مجھے منزلوں کی طلب نہیں
ہوں وه رہگزر جو اجاڑ ہے' کبھی جس پہ کوئی چلا نہیں
کبهی راستے کبھی منزلیں' کبھی دوریاں کبھی قربتیں
ہیں ره حیات کے سلسلے 'تیری اس میں کوئی خطا نہیں
ہیں تیرے کرم کی بارشیں جو سدا رہیں میرے حال پر
کروں تجهہ سے کوئی گلہ کبھی یہ محبتوں کا صلہ نہیں
کہ ہرا رہےتیرا نخلِ جاں تیرے ہر قدم پہ بہار ہو
یہی ورد ہے میرا رات دن میرے لب پہ کوئی دعا نہیں.
Wow, great. You win :)
I must say you have a great taste of poetry. I surrender :) :)
Keep up the good work.
Nahi. Main to shairi nahi karti, sirf pharhti hoon. Laikin ap yaqeenan karti hon gi. Isi lia kaha, keep up the good work. Aur shairon se haar maan lenay main hi behtari hay, so I surrender :-)
i can only smile on ur comment :)
Shair bhi aala aur comments bhi!
Thank you
Post a Comment