August 1, 2014

aik shair....

Ragon main dortay phirnay Kay hum nahi qael
Jab aankh hi say na tapka to phir laho kia hay...!!!

2 comments:

Anonymous said...

tar ankhain to ho jati hain par kia lazzat us ronay main
jab khoon e jigar ki aamaizash se ashk pyazi ban na saka

Rida said...

Mumkin hay chashm e num teri .
tera ghuroor ho....
Mumkin hay k ye aag
Paani say door ho...
Mumkin hay saraiyat karay
Zehr ragon main
Mumkin hay is zehr ka aser door door ho!!