Mohabat khwaab hoti hay
Bohat betaab hoti hay
Ye tarr aankhoun k peechay
Ik numayan raaz hoti hai
Ye kuch palkoun k peechay
Neend ki wadi mai palti or panapti hay
meray jazbon mere ehsaas ki dunyaa sajaati hay
Ye meri zaat ko arz-e-pareshan say utha kar arsh pe chalna sikhaati hay
Mere charon taraf ye naghmagi si ban k chaati hay
Mujhe abaad karti hay
Mujhe jeena sikhaati hay
Mager jab aankh khul jaye
Mohabat maat hoti hay
Bujhi ankhon ko ye har damm lahu aansoo rulaati hay
Mere qadmoun k neechay khar ki chadar bichaati hay
Meray hi aashiyanay main
Sulagti aag bharti hai
Mere shahpar jalati hay
Mujhe noha gari ka fun sikhaati hay
Meray bedaar honay tak
Haqeeqat ko chupati hai
Magar jb waqt bedaari ka hota hai
Ye meri ankh k khulnay say pehlay hi
fanaa ka asal hoti hay
Phir uss k baad har lamha
Muhabbat maat houti hai
Mohabat khwaab hoti hay..
(AB)
Na Zmeen Hay Meri Qraar Gah, Na Falak Hay Manzil-e-Jazb-e-Dil....Bari Dair Say Hay Safar Mera, Teri Yaad Say Teri Yaad Tak
May 28, 2014
May 24, 2014
Suno logo....
Suno logo
meri ankhain khareedo gay?
Mujhay ik khwab ka tawaan bharna ha,
Ek esa khwab Jo k jagti ankhoun ne dekha tha,,
baray hi chao say,,,
our kitny armanoun se dekha tha,,
Magar dekhay huay us khwab ki tabeer ulti ha,
nahin shikwa kisi say apni hi taqdeer ulti ha,
jo ab tak ho chuka mujh ko, whi nuksan bharna ha,
Ab ankhain baich kar hi khwab ka tawan bharna ha,
Suno logo
Meri Aankhein Khareedo Ge?....
Bohat Majboor Haalat Mein Mujhe Neelaam Karni Hain
Koi MujhSe Naqad Le Le
Main Thore Daam Le Lon Ga
Jo Pehli Boli De De Bas Usi Ke Naam Kar Dun Ga
Mujhe Baazaar Waale Keh Rahe Hain Kam-Aqal Taajir....
Arey Sunsaan logo Maen Nahin Hun Hirs Ka Khawahaan
Nafa Nuqsaan Ki Shatranj Nahin Main Khelne Aaya
Koi MujhKo Kahe Na ManChala Saa Be-Hunar Taajir....
Bata Paaun Tumhein maen Kis Tarha
Aur Kis Tashweesh Mein Rakhun
Suno Logo!
Bari Mehboob-Tar Hain MujhKo Meri Neem-Tar Aankhein....
Magar Ab Bechta Hun K
Mujhe Ik Khuaab Ka Taawaan Bharna Hai
Suno...
meri ankhain khareedo gay?
Mujhay ik khwab ka tawaan bharna ha,
Ek esa khwab Jo k jagti ankhoun ne dekha tha,,
baray hi chao say,,,
our kitny armanoun se dekha tha,,
Magar dekhay huay us khwab ki tabeer ulti ha,
nahin shikwa kisi say apni hi taqdeer ulti ha,
jo ab tak ho chuka mujh ko, whi nuksan bharna ha,
Ab ankhain baich kar hi khwab ka tawan bharna ha,
Suno logo
Meri Aankhein Khareedo Ge?....
Bohat Majboor Haalat Mein Mujhe Neelaam Karni Hain
Koi MujhSe Naqad Le Le
Main Thore Daam Le Lon Ga
Jo Pehli Boli De De Bas Usi Ke Naam Kar Dun Ga
Mujhe Baazaar Waale Keh Rahe Hain Kam-Aqal Taajir....
Arey Sunsaan logo Maen Nahin Hun Hirs Ka Khawahaan
Nafa Nuqsaan Ki Shatranj Nahin Main Khelne Aaya
Koi MujhKo Kahe Na ManChala Saa Be-Hunar Taajir....
Bata Paaun Tumhein maen Kis Tarha
Aur Kis Tashweesh Mein Rakhun
Suno Logo!
Bari Mehboob-Tar Hain MujhKo Meri Neem-Tar Aankhein....
Magar Ab Bechta Hun K
Mujhe Ik Khuaab Ka Taawaan Bharna Hai
Suno...
May 23, 2014
Badalna....
"Insan ghr Badalta Hai..
Libas Badalta Hai..
Rishtey Badalta Hai..
Dost Badalta Hai..
Phir Bhi Pareshan Kiun Rehta Hai ?
Kiun K Wo Khud Ko Nahi Badalta"
Umr Bhr Ek Yehi Bhool Me Krta Raha,
Dhool Thi Chehre Pe,Or Aaina Saaf Krta Raha*
Libas Badalta Hai..
Rishtey Badalta Hai..
Dost Badalta Hai..
Phir Bhi Pareshan Kiun Rehta Hai ?
Kiun K Wo Khud Ko Nahi Badalta"
Umr Bhr Ek Yehi Bhool Me Krta Raha,
Dhool Thi Chehre Pe,Or Aaina Saaf Krta Raha*
May 20, 2014
Maa...
تیرےمغروں میری ماں ۓ ،
اس دنیا دے تلکن ویہرے ،
جد وی ڈگاں آپ ۓ اٹھاں ،
بسم اللہ دی واج نا آئ ،
نا کیڑی دا آٹا ڈولیا ،
May 16, 2014
May 14, 2014
hawaa ko likhna jo aa gaya hay....
ھوا کو لکھنا جو آ گیا ہے
اب اسکی مرضی کہ وہ خزاں کو بہار لکھ دے
بہار کو انتظار لکھ دے
سفر کی خوائش کو وہموں کے عذاب سے ہمکنار لکھ دے
وفا کے راستوں پہ چلنے والوں کی قسمتوں میں غبار لکھ دے
ھوا کو لکھنا جو آ گیا ہے
اب اسکی مرضی
کہ وصل موسم میں ہجر کو حصہ دار لکھ دے
محبتوں میں گزارنے والی رتوں کو نہ پائیدار لکھ دے
شجر کو کم سایہ دار لکھ دے
ھوا کو لکھنا جو آ گیا ہے
اب اسکی مرضی
ک وہ ہمارے دئیے بھجا کر
شبوں کو بے اختیار کر کے سحر کو بے اعتبار لکھ دے
ھوا کو لکھنا سکھانے والو!
ھوا کو لکھنا جو آ گیا ہے
نوشی گیلانی
May 9, 2014
Fursat....
Tumhain mai yaad karta hon , mager fursat k lamhon mai
Mager ye baat bhi such hay ,mujhe fursat nahi milti....
May 5, 2014
May 4, 2014
May 2, 2014
قطعہ
یادوں کے گریبانوں کے رفو
پر دل کی گزر کب ہوتی ہے
اک بخیہ ادھیڑا ایک سیا
کب عمر بسر یوں ہوتی ہے
تم ناحق ٹکڑے چن چن کر
دامن میں چھپاے بیٹھے ہو
شیشوں کا مسیحا کوئی نہیں
کیا اس لگاے بیٹھے ہو
کرو جو بات کرنی ہے .....
کرو، جو بات کرنی ہے
اگر اس آس پہ بیٹھے، کہ دنیا
بس تمہیں سننے کی خاطر
گوش بر آواز ہو کر بیٹھ جائے گی
تو ایسا ہو نہیں سکتا
زمانہ، ایک لوگوں سے بھرا فٹ پاتھ ہے جس پر
کسی کو ایک لمحے کے لئے رُکنا نہیں ملتا
بٹھاؤ لاکھ تُم پہرے
تماشا گاہِ عالم سے گزرتی جائے گی خلقت
بِنا دیکھے، بِنا ٹھہرے
جِسے تُم وقت کہتے ہو
دھندلکا سا کوئی جیسے زمیں سے آسماں تک ہے
یہ کوئی خواب ہے جیسے
نہیں معلوم کچھ اس خواب کی مہلت کہاں تک ہے
کرو، جو بات کرنی ہے
Subscribe to:
Posts (Atom)