Nateeja phir wohi ho ga, suna hay chaal badlay ga Parinday bhi wohi hon gay, shikari jaal badlay ga Badalnay hain to din badlo, badaltay ho to hindsay hi Maheenay phir wohi hon gay, bechara saal badlay ga Agar hum maan lain Aabi mahina saatth saalon ka Batao kitnay saalon main hamara haal badlay ga?
4 comments:
shayar se maazrat to kar leni thi 'ulta' sher likhne pe! :)
Muje to aisay sensible lagta hay.... :P Wese seedha hay kese?? :P
original sher main doosri party se gila hai :) exact nhi pata lekin kuch aisa hai :
unhe hum yaad atay hain magar fursat k lamho main
Mager ye baat bhi such hay ,unhe fursat nahi milti....
Nateeja phir wohi ho ga, suna hay chaal badlay ga
Parinday bhi wohi hon gay, shikari jaal badlay ga
Badalnay hain to din badlo, badaltay ho to hindsay hi
Maheenay phir wohi hon gay, bechara saal badlay ga
Agar hum maan lain Aabi mahina saatth saalon ka
Batao kitnay saalon main hamara haal badlay ga?
Post a Comment