October 11, 2010

Farq

Aao aj hum tumko batain
mohabat or kahani main
kia farq hota hay...!
kahani main to hum
wapis ja bhi sktay hain
mohabat main palatnay ka
koi rasta nahi hota...!!!

No comments: